Listen

Description

Vikhyath malayali kavayitri sugathakumari ka aaj subah dus bajkar baavan minute par sarkari aspathal main hua. Unki mrityu covid19 ke karan hui. Covid ke prabhav se unhein pneumonia thi aur unke angon ne kaam karna band kar diya.2006mein unko padmashri puraskar se sammanith kiya gaya.sugathakumari ka janm 22 june 1934 ko hua tha.Unke pita swatantrata sangram senani bodheshwaran tha. Unki mata ka naam karthyayani amma thi.