Ye kahani hai Ranjhan aur Meera ki, ek aisi kahani jo samay, zindagi, jeevan, mrityu sabse pare hai.
Pyaar in sab cheezon ka mohtaaj nahi hota hai, ya hota hai? Kya jawab diya is sawal ka Meera ne jab uski dadi ne usse ye sawal kia?