Listen

Description

Kya apne kabhi us chidiya ko dekha hai jo pinjre main qaid ho, kya uski azadi ka koi mol ho skta hai. Ye kahani hai, Mahek ki ek aisi ladki jo us pinjre ki chidiya jaise hi hai. Vo ladki sbka sath dene wali, sabke lie sochne wali kya kabhi koi uske lie bhi sochega?