Listen

Description

"Is episode mein hum baat karte hain ek aise insaan ki jo zindagi ke mushkil mod par khud ko akela aur demotivated mehsoos karta hai. Jab parents ka support sabse zaroori hota hai, tab unka samarthan na milna kaise ek vyakti ko aur tootne par majboor kar sakta hai. Yeh kahani hai un jazbaaton ki, jo har demotivated insaan ke dil mein chhupi hoti hai, aur ek yaad dilati hai ki thoda samajh aur pyaar kisi ki duniya badal sakta hai."