Aapne logo ko ye kehete hue suna hoga ki - "Yaar test cricket to asli cricket hai." Agar aapne bhi ye suna hai par iske peeche ka reason nehi pata ki aesa kyu kaha jaata hai, to ye podcast episode maine aap hi ke liye banaya hai. I hope apko ye podcast episode pasand ayega. Agar pasand aaye to share aur follow karna na bhuliyega.