Listen

Description

Kuch purani bachpan ki yaadoin aur apne dostoin ko yaad karte hue wo sab yaad aane lagta hai. Aur dil yehi kehta hai ki bade din ho gaye us bachpan aur dostoin k saath ko fir se jeeye. Dil yehi chahta hai ki fir se lautkar wo saare pal ek baar fir jeene ka mauka mile. Us saari yaadoin aur lamhoin ko fir se jeene bla man karta hai.