"आने वाला पल जाने वाला है
हो सके तो इस में
ज़िंदगी बिता दो
पल जो ये जाने वाला है"
- Yeh gaana toh humne suna he hai par kya dhyaan diya ki yeh baat kitni sach hai?
Inn chote aate jaate rozmara ke palon ko jeena seekho, kyunki inhi se aati hai zindagi mein mithaas.
Chaliye, aaj iss khayal se judte hain.