LYRICS=
Galtiyan,
Galtiyon ka aadhar kya tha?
Aadhar na pahchan ka,
Jab galat tab pata hua,
Galtiyan kiya aur woh bana sudhar ka zariya,
Nazariya badle yah galtiyan,
Aur pare na iss-se koi yaha,
Galtiyan kar koi jayega kaha,
Bigadne aur sudharna bhi yaha,
Sudhre aur galat samjhe gaye phir agar,
Toh Fikar na kar,
Sambhalkar chal,
Khud ka hitaysi hokar,
Kuch sikhkar,
Kuch sikhakar,
Apne galtiyon aur gumaan ko bhulakar,
Tabhi badhkar bada hota insaan,
Jise puchti jahaan,
Mit-ta nahi uska nishan,
Galtiyon ki seekh phir galat na rahta insaan,
Na sunsaan uska imaan,
Sirf udta wo satwe aasmaan,
Sirf uchi chadhan jaisa vimaan,
Tab seekh ka na rakh abhimaan,
Badhte udte girte padte,
Apne Galtiyon se khud sikhte...
Chalte aur sirf udaan bharte...
Aur galtiyan na karte ...