LYRICS=Jivan muskurati bedardi ki tarah,
Aur aashayein na hasti uss jagah,
Agar jivan chal de apne marzi ke tarah,
Toh khusnumaan jivan hasti sada,
Par jivan hai ek khel yaha,
Kuch pal ka Mel yaha,
Mile na milta yeh kal yaha,
Aur kal talta jo karte kal yaha,
Kabhi mai toh kabhi tum yaha,
Kabhi tum toh kabhi mai jo gumm,
Apne duniya me yaha,
Jivan(EK) hai jo mila,
Aur mann baithaye rahte wo na khila,
Jivan sikhati yaha yahi silsila,
Aur badalti jivan dhayra rakhne,
Ka sikhati kala,
Phalan(kisi ke bhi) ki baato me samay jo chala,
Tab chintit kyu bhala,
Samay rahte jo tu na sambhala,
Tab jivan muskurati phir bedardi ki tarah,
Chuppi saadhti aur chalti musafir ki tarah,
Aur musafir tut-te mann se roz is tarah,
Jaise tut-te taare Swarg se jis tarah,
Khusnumaan khwahishe khojte log,
Aur banjate ek aur mushafir iss tarah,
Mashire(Happiness) apne dhunnte,
Aur Ginnte din yaha jis tarah,
Samay seemit aur kaam anek dhara,
Seekh ka jivan aur sikayate jo hai bhara,
Khusnumaan jivan aur na bedardi rakh khara,
Yah jivan apne aur na kho ban sapne ki tarah,