LYRICS=Chalo aj Zindagi ki baat karte hai,
Gandagi chorr,
Zindagi ki morr par mile the,
Apna samajh jo khile the,
Bandishe aur gile sikwe jo apne the,
Zindagi apne aur sapne kya kahne the,
Bandagi zindagi ke rang degaye,
Aur sapne apne,
Karwate Zindagi ke aur numayne apne the,
Par kamane kuch rupiye the,
Aur hum na kuch kahe the,
Zaroorate jo apne badhe the,
Aur bigadte waqt par ade the,
Bate na samajh lade the,
Waqt se peeche chale the,
Neeche kheechte aasaman jo the,
Aur jameen pe ude the,
Kahte kuch aur sunte kuch the,
Wo zindagi ke morr the,
Mile the phir milenge kisi chorr par,
Tab yu baate kar,
Kat jayege woh pal haskar,
Aur shaam dhalkar,
Ginnege wo sitare muskurakar,
Aur iss choti si zindagi,
Me bade kaam kar,
Aayenge wo pal,
Jab lenge karwate aaram kar,
Aur thora haskar thora rokar,
Apni silsile gaakar,
Chalte chalenge safar par...