Listen

Description

Purna ko lekar Kamalaprasad apne bagiche ki or mud jate hai, Purna dar kar kahati hai ki tanga muda lo nhi to mai kud jaungi.Kamalaprasad apni baaton mein phansakar Purna ko bagiche me lata hai aur uska fayada uthana chahta hai.