Dinanath ke ghar aate hi Prema ne pucha ki kya sach me Kamalaprasad ko chot aayi hai ,Ispar Dinanath ne bade hi rukhe swar me kaha ha jo bhi tumne suna wah saty hai . Dinanath ne bataya ki Kamalaprasad Purna ke sath galat karne ja rhe the,isilye Purna ne unhe mara.