Listen

Description

Dinanath ki maa ne bahar se aate hi Dinanath se pucha ki kya wah apne sasural gaye the.Dinanath baat ko chupana chahte the,isliye mana kar diye.Tabhi unhone bataya ki Purna Vanita bhawan pahuch gayi hai.