Mahrshi Shantanu ke kahane per Raja Indra Sen Shantanu ke Putra Swarup ke sath jungle mein lakadiya laane jata hai Jahan use ek budhiya milati hai vah se batati hai ki yahan koi bhi rishi Shantanu nahin rahata yahan to ek tantrik apne Shishyon ke sath rahata hai jo Hari Nadi ke paar ke talash mein Hira ko prapt karna chahta hai vah budhiya batati hai ki raja indrasen ke kisi purvaj ne ek jadugarni ke sath vivah kiya tha vah tilasmi Heera usi jadugarni Ka hai, vah heera jiske pass hoga vah sadaiv Jawan rahega aur hamesha Amar rahega