Listen

Description

#ashoksawhnysahil #urdupoetry #shayari Rona chahun aur na ro sakunSiski aaye to kya karunSamjhata hun main sham e gham koWoh na samajh paaye to kya karunSarabon ki yeh duniya haiBas khwaab dikhlaye to kya karunDil bhar aaye to kya karun Dariya ban jaaye to kya karunHaal mein jeena seekha hunMaazi bulaye to kya karunSukun hai mujh ko aala bohatDil shama sulghaaye to kya karunUmeed ko rakhta hun main raushanKoi umeed bujhaye to kya karunSeedhi saadi zindagi hai yaaroYeh falsafa sataaye to kya karun‘Sahil’ shab bitana to mushkil haiPhir saver jagaaye to kya karunWebsite : www.ashoksawhny.comYoutube https://www.youtube.com/c/ashoksawhnysahil Instagram: https://www.instagram.com/ashoksawhnysahil/Facebook : https://www.facebook.com/ashoksawhnypoetSpotify: Ashok Sawhny Poetry of Life ( English)https://open.spotify.com/show/1ZtQWYG5RUVHrLGQ5IyvZVAshok Sawhny, Dastan -e- Zindagi ( Urdu )https://open.spotify.com/show/3BoBLzORJi4KqOI2F3IFhi