PS lives in the UK, is a software engineer, is independent and comfortable and fully aware of her privileges. Phir bhi, wo jo apne weekends ka intezar karti thi ek samay par, aaj Friday evenings ko dread karti hain aur Monday morning ka intezar karti hain thodi shukoon, shanti aur tanhai ke liye, jab pati aur bachche aas paas na hon. Kya zindagi ke iss padaav par pahunchkar khud ko kosna chahiye? Ya thoda sochna chahiye?