Listen

Description

Khona aur pana ek saath! Hai na sukhad anubhav! Ye sirf aapko apne saath hi mil sakta hai. Tanhaiyee mein khud se baatein karna, dhalte Suraj ho ya ugta hua Chand ko niharna...khuli hawa ka shawl odh lena, chidiyon ke ghar wapsi wala khushi ko mehsoos karna...kitna jivanta hota hai woh sab...