Listen

Description

(0:00) Intro

(0:39) Hajj kis par farz hai?

(2:57) Hajj aur Umrah mein kya farq hai?

(6:51) Umrah ke arkaan kya hain?

(7:15) Ehraam kya hota hai?

(11:33) Aurat par ehraam ki pabandiyan kya hain?

(12:55) Dam kab wajib hota hai?

(13:39) Hajj zindagi mein kitni dafa farz hota hai?

(13:51) Tawaf e Ziyarah ke ehkaam?

(14:17) Hajj na karne wala gunahgaar hota hai?

(14:28) Hajj ke faraiz kya hain?

(15:05) Hajj ka sabse pehla rukn kya hai?

(15:11) Hajj ki niyyat ke alfaaz kya hain?

(15:29) Ehraam kab bandha jata hai?

(16:38) Hajj ke kitne tareeqay hain?

(20:32) Hajj ke dauran agar aurat ko haiz aa jaye to?

(23:08) Aurat ka baghair mehram hajj karna?

(23:19) Maqrooz shakhs ka hajj karna?

(23:47) Kya kisi aur ki taraf se hajj ho sakta hai?

(24:46) Hajj ke liye minimum age kya honi chahiye?

(25:10) Hajj ka visa na mile to?

(25:38) Ma’azoor afraad ka hajj kaise hoga?

(27:00) Ehraam kab aur kahan se bandhna hai?

(27:34) Meeqat kya hoti hai?

(28:37) Talbiyah kya hai? Aur kab parhna hai?

(30:34) Safa aur Marwa ki Sa’ee kyun ki jati hai?

(32:05) Rami e Jamarat ka matlab kya hai?

(34:49) Rami khud karna zaruri hai?

(35:13) Arafat ka din sabse aham rukn kyun hai?

(36:31) Muzdalifah mein raat guzarna zaruri kyun hai?

(36:57) Tawaf e Ziyarah kab aur kyun hota hai?

(38:42) Ehraam mein siley huay kapray pehnna?

(38:53) Hajj mein mobile use karna?

(38:57) Hajj mein jhagra aur gunah karna?

(39:55) Aurat ke liye ehraam mein purdah?

(40:09) Hajj ki qabooliyat ka yaqeen kaise ho?

(40:47) Hajj mein video/selfie banana?

(41:53) Hajj mein ghalti ho jaye to kya karein?

(43:01) Kya hajj sirf ameeron ke liye hai?

(43:28) Kya hajj mein roohani tabdeeli lazmi hai?

(44:04) Hajj ke baad zindagi ka tarz tabdeel hona chahiye?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.