Listen

Description

(0:00) Intro

(0:08) Namaz ke liye late ho rahe ho to sunnat wazu karen ya farz?

(1:53) Tahajud ki namaz farz hai ya sunnat?

(5:32) Ghair Muslim agar Bismillah parh kar janwar ziba kare to kya wo halal hoga?

(6:42) Muslim bhai se kitne din naraz reh sakte hain?

(8:44) Sunnate muakkadah chorna kya gunah hai?

(14:13) Darhi kitni rakhni chahiye? Darhi ko color karna kaisa hai?

(21:27) Darhi aur sar par kala khizab lagana?

(22:00) Aurat ka aurat se kitna parda hai?

(23:38) Aalim nahi lekin deen ki khidmat karna chahta ho, koi tareeqa bata dein?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.