Listen

Description

(0:00) Intro

(0:30) Ek ehaam naseehat

(1:16) Walid ki income haram ho to kya karein?

(6:51) Salam karte waqt haath se ishara karna kaisa hai?

(8:03) Darhi kitni rakhna farz hai?

(9:27) Is hadees ki wazahat karein

(17:55) Ghar mein deeni mahaul kaise banayein?

(19:30) Sajda-e-sahu karna bhool jayein to namaz ho jayegi?

(20:04) Kisi par qarz ho to zakat ka hukm kya hai?

(20:37) Biwi ke sar par shafqat ka haath rakhna?

(21:21) Pehle mareez ko dekhein ya namaz padhein?

(22:52) Kala ilm karne wali khatoon ka hukm?

(23:50) Ghair Muslim ki maut par kya karein?

(26:50) Ladki ke dada bank se retired hain, waha ladki se rishta kar sakte hain?

(28:27) Danto par taar lagana aur iske wazu ka hukm kya hai?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.