Listen

Description

(0:00) Intro

(0:07) Kya Dua-e-Qunoot parhna bhool jaye to Sajda-e-Sahw zaroori hai?

(0:28) Kya zina ke baad Jannat-ul-Firdaws mein nahi ja sakte?

(3:13) Allah se zyada kisi se muhabbat karna shirk hai?

(6:23) Farz ke baad dua maangne ka hukm?

(9:24) Waswase ki wajah se namaz chhod dena?

(10:34) Customer paise bhool kar chala gaya to dukandar kya kare?

(11:44) Kaunse matlab wale naam rakhne chahiye?

(12:18) Nashawar cheezon mein haram aur halal ka hukm?

(14:17) Kaunse ghazlein sunna jaiz hai?

(14:43) Chasht ki fazilat aur tareeqa?

(15:30) Miya-biwi dono ka job par jana?

(17:53) Khawateen ka online business karna?

(19:11) Khawateen sajde mein kohni zameen se lagayen ya nahi?

(20:32) Octopus khana haram hai ya halal?

(23:04) Shauhar talaq ki dhamki de to biwi kya kare?

(27:48) Eyebrows mili hui ho to kya saaf kar sakte hain?

(28:57) Muslim mareez kya ghair Muslim ka khoon le sakta hai?

(29:17) Begum baatein chhupati ho to shauhar kya kare?

(31:56) Nakli palkon mein wuzu aur namaz ka hukm?

(32:45) Zunaisha naam rakhna kaisa hai?

(33:35) Vote kisko dena chahiye?

(35:01) Degrees len ya business karna chahiye?

(36:28) Zani ki shadi sirf zaniya se jaiz hai?

(38:02) Kaunse ajnas mein Riba al-Fadl hota hai?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.