(0:00) Intro
(0:05) School mein topi pehen kar jana kaisa hai?
(1:31) Zohar mein Asar ki niyat kar li toh kya hukm hai?
(2:10) Naam rakhne se pehle aqeeqah karna?
(2:32) Ringtones par gaana sunne se kya gunah hoga?
(3:08) Kaunse rishtedaron se pardah hai?
(8:48) Nikah se pehle hone wale shohar ke liye duaa karna?
(11:22) Agar chappal samne ho toh kya namaz ho jayegi?
(11:42) “Talaq dobara de di” ye kaha toh kya talaq ho jayegi?
(13:21) Gusse mein talaq ke alfaaz nikal gaye toh kya talaq shumar hogi?
(14:06) Marhoom walidain ki tasveer dekhna?
(16:16) Imam ke peechay Fatiha parhna zaroori hai?
(19:02) Islam saccha mazhab hai—iski koi aqli daleel?
(26:35) Insan ki rooh bhatakne ki haqeeqat?
(27:35) Jinn ki rishta na karwane ki dhamki?
(29:41) Gym se behtar exercise namaz hai?
(31:52) Mard lambe baalon mein chotiyan baandh sakta hai ya nahi?
(33:09) Mardon par zyada mehr ka bojh?
(35:30) Machli, jheenga ke ilawa samundari janwar haram ya halal?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.