Listen

Description

(0:00) Intro

(0:01) Aap wazaif aur duaayen kyun nahin batate?

(8:36) Naya saal kaise shuru karein?

(12:08) Tauba ko kaise qubool karwayen?

(14:37) Jinn ko kabu karna?

(16:35) Azan ke baad duaa karne ka tareeqa?

(17:31) Chaar imamon ki kya haqiqat hai?

(20:41) Wuzu mein anguthi utar dena kya zaroori hai?

(21:00) Baith kar namaz kab jaiz hai?

(21:30) Sage bhai ko zakat dena?

(21:51) Meher mo’ajjal aur ghair mo’ajjal mein kya farq hai?

(22:17) Moza par masah kitni der tak rehta hai?

(23:56) Chachi ya saas ke saath umrah karna?

(24:34) Restaurant mein biwi ke saath khana khana?

(28:36) Cheeni aur mirchon se nazar utarna?

(31:54) Mayyat ki peshani par kalma likhna?

(32:27) Kya khudkhushi ki maut muqaddar hai?

(33:36) Walid ki qabar par salam kehna?

(34:56) Sakht thand mein ghar mein namaz padhna?

(35:44) Maike mein iddat guzarne par kya shauhar nafaqa dega?

(37:44) Akele namaz mein zor se tilawat karna?

(38:29) Namaz mein durood aur duaa padhna sunnat hai ya wajib?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.