Listen

Description

(0:00) Intro

(0:05) Kya imam kursi pr baith ke namaz padha sakta hai?

(1:37) Dukandar konse qeemat par zakat dega?

(2:28) Ultrasound ke zariye bacche ka jins maloom karna?

(7:23) Kya gunah ke irady se gunah milta hai?

(10:33) Zohar se pehle farz padhi toh ada ki niyat karein ya qaza ki?

(11:17) Kaba par jiska naam likha ho toh kya woh umrah ya hajj karega?

(11:57) Chachi bewa ho gayi toh kya unse nikah ho sakta hai?

(12:16) Bache ya bachi ko god lene ka tareeqa aur ahkam?

(14:47) Mayyat dafnane ke baad konsa amal karein?

(16:33) Kya tattoo par ghusal ho jata hai?

(17:23) Zakat angrezi mahine se ada karein ya islami mahine se?

(19:27) Hajre Aswad ki taraf ishara karke haath ko chumna?

(19:51) Kya pariyon ka wujood sabit hai?

(20:18) Sheikh chaar shadi ke khilaf ho toh kya karein?

(33:02) Kya jumme ke din nakhun katne se bimariya khatam hoti hain?

(34:29) Rishtay par razi karne ke liye aamil ke paas jana?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.