In this session, Mufti Tariq Masood answers sensitive and practical Islamic questions related to marriage, talaq, family rights, and daily fiqh matters with clarity and authentic references.
(0:00) Intro
(0:05) Na-mehram ke liye dua karna — Jaiz hai ya nahi?
(1:09) Ghar walay baradari se bahar shadi na karne dein to — Kya yeh walidain ki nafarmani hai?
(4:19) Biwi pehle ghair-Muslim thi, ek bacha bhi tha — Islam lane ke baad us bache ka haq?
(4:46) London ke sahib ki zoja ghusl ki wajah se haqq-e-zaujiyat se inkar karti hai — Kya mutabadil hai?
(6:20) Jaiz kaam (jaise bill ya naqsha pass karana) ke liye rishwat lena — Sharai hukum
(7:22) Teen chhoti betiyan, agar devar/jaith ka kirdar kharab ho — Taluq torhna qata-e-rahmi hoga?
(12:44) Kya ek nikah ke upar doosra nikah kiya ja sakta hai?
(15:54) Wali ki ijazat ke baghair cousin se nikah karna — Jaiz hai?
(18:06) Azaan se pehle buland awaaz mein ta’awwuz aur tasmiyah parhna — Kya yeh jaiz hai?
(18:34) Dobara At-Tahiyyat parhne se — Sajda-e-sahw lazmi?
(19:04) Bachay ki paidaish se pehle khareedari karna — Kya sharai rukawat hai?
(19:58) Talaq ke baad biwi ka shohr ke ghar mein rehna — Sharai jawaz
(25:15) Talaq ke baad bachay kis ko milenge? — Custody rules in Islam
(27:08) Toilet (bait-ul-khala) jaate waqt pocket-size Qur’an jeb mein hona — Kya karein?
(27:44) Qibla ka pata na ho to namaz kaise parhein?
(28:15) Guzishta waqt ke wapas aane ki dua karna — Kya yeh jaiz hai?
(30:45) Hamal (pregnancy) chhupana — Sharai hukm kya hai?
(31:12) Agar biwi mashkook harkatein kare to — Shakk aur tajassus ka hukm
(33:40) Haiz ki halat mein tilawat aur zikr karna — Kya jaiz hai?
(35:12) Ta’deel-e-arkan chhodna — Namaz ke faraiz par asar?
(36:06) Agar walida ne khala ki beti ko galti se doodh pila diya — Nikah ka hukm?
(36:58) Zil Hajj ke ashra mein khwateen ka chin/upper lips hair remove karna — Sharai ruling
(39:28) Bairooni mamlak ki supermarket mein naukri karna — Sharai pehlu kya hain?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.