Listen

Description

(0:00) Intro

(0:07) Zair-e-naaf baal kahan se kahan tak katne chahiyein?

(0:59) Mobile mein Qur’an app download karke wuzu se parhna ya baghair wuzu ke?

(1:12) Juma ke din Surah Kahaf parhna hadees se sabit hai?

(1:52) Nabi ﷺ ko kis ne zeher diya tha?

(2:53) Chaar baitiyon ke baad gender selection se beta hasil karna?

(9:06) Maa har subha baap ko taaney deti ho to unko kaise samjhaayein?

(10:04) Burhapay mein shadi karne walon ko logon ke taano ka khauf?

(11:56) Kya haram cheez khane se 40 din tak namaz qubool nahi hoti?

(12:19) Walid ko nasha karne se kaise rokein?

(13:04) Walidain job wali larki se shadi karwana chahein to kya karein?

(14:12) Masjid mein samne wale namazi ki shirt ki back par tasveer ho to?

(14:45) Napaki ki halat mein imamat karwana?

(19:02) Shab-e-Meraj ka roza jaiz hai?

(19:48) Baligh hone ki umar yaad na ho to qaza-e-umri ka hisaab kis umar se lagayein?

(20:40) Ovary mein tablet rakhne se ghusl farz ho jata hai?

(20:51) Company mein namaz ke liye azaan dena zaruri hai?

(21:24) Burhapay mein shohar ke saath salook kaisa ho?

(23:53) Bohat zyada jazbati shohar ya biwi ka hal?

(25:59) “Mustafa Jaan-e-Rehmat pe lakhoon salaam” keh kar darood bhejna?

(26:40) Farz ghusl mein farayez bhool gaye to?

(27:11) Gas ke mareez ke liye ma’zoori ka hukam?

(30:10) Sooraj girhan mein hamla aurat ke liye superstitions aur pabandiyan?

(30:37) Aik hi din barat aur waleema karna kaisa hai?

(31:55) Billi ko khanay ke liye mara hua chooha dena kaisa hai?

(33:05) Organizations ki raqam ke sood ka hukam?

(35:05) Mochi ke liye bhoolay hue chappalon ka hukam?

(35:56) Shohar ko apni taraf mael karne ke liye taweez istemal karna kaisa hai?

(37:51) Azaan se pehle sunnat ada kar lena?

(38:02) La ilmi mein talaq dene se nikah ka hukam?

(39:19) Qatar mein imam ki selection ka masla?

(42:12) Dajjal ka zahoor tareekhi kitabon se sabit?

(43:27) Job mein sharab ki delivery karna kaisa hai?

(44:11) Wuzu ke baad gaali dene se wuzu toot jata hai?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.