Listen

Description

(0:00) Intro

(0:06) Dost ke paisay, rabta khatam hone ke baad kaise wapas karein?

(0:53) Bhai ki saali se court marriage karne ka mashwara?

(3:36) Qur’an khawani karna kaisa hai?

(6:10) Subha Fajr ke liye uthne ka tariqa?

(6:33) Baghair juay ke taash khelna jaiz hai?

(7:05) Mazaq mein apne aap ko kafir kehne se kya hota hai?

(7:32) Kya parhai ke liye loan lena jaiz hai?

(8:00) 35 saal Pakistani larki se Qatari larka kya khufia nikah kar sakta hai?

(10:34) Metal ki anguthi mein namaz ka hukam?

(11:06) Punjabi larka jo bahar mulk job karta hai, se love marriage ka hukam?

(15:26) Kya khawateen par Taraweeh parhna lazmi hai?

(18:40) Kya hamal bar bar zaya hona shaitani harkat hai?

(19:19) Ayyam-e-Haiz mein zabani Qur’an parhna jaiz hai?

(19:34) Exam ke dauran Zohar ki adaaigi kaise karein?

(20:33) In 2 riwayaton ki haqeeqat kya hai?

(22:28) Red spotted anda khana jaiz hai?

(23:08) Kya Barelvi ke peechay namaz parh sakte hain?

(25:07) Barelvi jo azaan se pehle aur baad mein kuch parhte hain, unke peechay namaz ho jaigi?

(25:35) Na-pasand larki se nikah ko nibhane ka tariqa?

(28:14) Ramzan mein nafl ibadat masjid mein afzal hai ya ghar mein?

(29:00) Khawateen ke liye Tablighi Jamaat mein jaane ka hukam?

(29:26) Bank mein rakhi raqam ke sood ka kya karein?

(29:48) Baap ki zindagi mein virasat ka masla?

(32:00) Kya khargosh halal hai?

(32:45) Farz namaz ke baad nawafil kharay ho kar parhein ya baith kar?

(33:15) Kya bina tauba ke qaza namaz ho jaigi?

(34:09) Mobile par video lagi ho, usi kamray mein namaz ka hukam?

(34:35) Sadqay ke paisay ya murghi, dulhan ke sar se varna?

(35:17) Walidain ko hajj karwaye baghair biwi ko hajj karwana?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.