Listen

Description

(0:00) Mehr ki kam se kam miqdar kya hai? Kya walid ka mehr ki raqam tay karna kafi hai?

(7:13) Gosht pakaate waqt haddi se khoon nikalna?

(8:09) Nakhun kitne barha sakte hain?

(11:44) Life insurance aur health insurance ka hukam?

(15:57) Kutta palne ka hukam?

(18:26) Kya ghar mein net lagwane se gunah hoga?

(19:42) Sunnat ya nafal todne par qaza ka hukam?

(21:26) Kya walidain ki qabar par janaza parh sakte hain?

(22:37) Halal haram mukhlut maal se khareede gaye ghar ka hukam?

(26:37) Aaine ke samne namaz parhna?

(28:30 ) Kya bimar ka jhoota kha sakte hain?

(32:40) Aalim banne ke liye kitna ilm zaroori hai?

(34:05) Nai ka pesha ikhtiyar karne ka hukam?

(35:24) Kya niaz ka khana jaiz hai?

(36:55) Mobile phone par tilawat ka hukam?

(38:26) Kya ek hi din mein nikah aur walima ho sakte hain?

(38:45) ‘Allah aur us ke rasool ki hawale’ kehne ka hukam?

(39:48) Qabar ke kitbe par kalma likhna?

(40:37) Gaane bajane wali shadi mein khana khana?

(40:59) Baraat ke khane ka hukam?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.