Listen

Description

2nd QnA session by Mufti Tariq Masood

(0:00) Bahar mulk mein masjid door ho to kya karein?

(1:41) Mehrab mein namaaz ka hukm?

(2:30) Garwi rakhi cheez par zakat ka hukm?

(2:51) Scratch card se inaam hasil karna?

(5:27) Morgage par ghar lena?

(8:22) Tuition dilwa kar commission hasil karne ka hukm?

(12:06) Biwi ko beta kehne ka hukm?

(13:25) Ahad nama ki haqeeqat?

(13:55) Masbooq baqiya namaaz kaise parhein? (Tafseeli jawab)

(19:23) Kya walid ka Hajj aulad ke liye kaafi hai?

(21:45) Bahar mulk Jumma mein shirkat ka masla?

(23:35) Bator amal kiye jane wale zikr ka sawab?

(25:00) Kya zabaan se niyat karna zaroori hai?

(27:06) Kya witr mein dua qunoot ke jagah qunoot nazila parh sakte hain?

(28:00) Tijarat mein munafa lene ki had?

(28:43) Udhaar tijarat par zyada munafa lene ka hukm?

(31:01) Na-mahram teacher se parhna?

(33:08) Raah chale khawateen kaise namaaz parhein?

(34:45) Kya Umrah mein khawateen ke liye safed libas zaroori hai?

(35:14) Kya sare ambiya ka mazhab Islam tha?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.