(0:00) Call center mein insurance policy ki targheeb wali job ka hukm/Insurance Policy?
(8:20) Sharai mazoor ki namaaz aur wazu ka hukm?
(11:30) Sharai mazoor kaun?
(14:40) Ek hi namaaz mein tahiyat al-wuzu aur tahiyat al-masjid ki niyat karna?
(17:55) Billiyon ki kharid o farokht ka hukm?
(18:00) Software ke pirated aur cracked version ka istemaal?
(19:44) Kya shohar mehr dene ke baad wapas le sakta hai?
(22:11) Nazar lag jaane ke khauf se apni maali haalat ko chhupana ya jhoot bolna?
(25:34) Medical students ka khawateen mareezon ka treatment karna?
(28:00) Saf mukammal karne ke liye namazi ke aage se guzarna?
(28:34) Bhool jaane ke dar se Quran hi yaad na karna?
(31:50) Agar college mein bad nazri ka ghulam gumaan ho?
(33:17) Kya Qayamat pandrahwi sadi mein aayegi?
(36:16) Agar waledain zulfain rakhne se mana karein?
(37:23) Mangni ke baad tohfe tahaaf ka tabadla?
(40:12) Kya Hajj ka iraada ho toh hamal roka ja sakta hai?
(41:56) Aurat ka khala, khaloo ke saath umrah karna?
(43:17) Shohar ke paison se sadqa khairaat karne ka hukm?
(46:27) Ijtimai Quran khwani ka hukm?
(46:46) Namaaz mein kitna khamosh rehne se sajdah sahoo hoga?
(48:48) Seafood halal o haram ki tafseel?
(58:21) Hanafiyo par jhote ilzaamat (fitna paraston ko mukhtasir jawab)?
(1:01:55) Kya YouTube par khawateen ki tasweerein upload kar sakte hain?
(1:04:22) Kya army join karne ke liye hijab chhod sakte hain?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.