Listen

Description

(0:00) Biwi ko kaha main tujhe azad karta hoon, is ka hukm?

(17:22) Kya laal mirch se nazar utaar sakte hain?

(19:00) Makkah mein mahram mojood ho to tanha umrah kar sakte hain?

(20:18) Munh bole bhai se parda ka hukm?

(21:39) Biwi ke sone par shohar ka kitna haq hai?

(24:05) Umrah mein chehre ka parda kaise karein?

(26:09) Kis umar ke ladke se parda karna farz hai?

(27:50) Ladki ke nikah ke liye wali ki shart?

(29:23) Easy paisay ke karobar ka hukm?

(30:05) Qarz daar par zakat farz hai ya nahi?

(31:04) Kis umar ka bacha masjid ja sakta hai?

(35:19) Ek latifa

(35:48) Paisay jama kar ke sports karne ka hukm?

(41:03) Qabar par phool ki chadar chadhana ya agar bhatti jalana?

(42:42) Qisto par mehenge daam mobile ki khareed o farokht ka hukm?

(44:07) Kya paint shirt pehnna gunah hai?

(50:06) Sharab walay glass mein pani peenay ka hukm?

(51:34) Allah ke namon par bachay ka nam rakhna?

(52:03) Kya Allah miyan kehna jaiz hai?

(52:17) Kya Islam ne aurat ko be sahara chhoda hai?

(58:24) Kya rangin burqa pehn sakte hain?

(59:52) Rozay ke doran haiz aa jaye to kya karein?

(1:02:03) Walid ki kamaai haram ho to us ki beti se nikah kar sakte hain?

(1:03:25) Bacha doodh ki ultee kar de to paak hai ya na-paak?

(1:03:50) Ishare se sajdah karein to haath kahan rakhein?

(1:04:19) Kya khawateen ke liye azaan ka intezar karna zaroori hai?

(1:08:10) Hajj aur Umrah ke baad khajoor aur tasbeeh baantne ka rawaj kaisa hai?


Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.