Listen

Description

Kal neend nahi aayi, aaj ka din katt nahi paaya. Aaj k episode me baat karenge India vs Pakistan k T20 world cup k match ki.

Hindustan ki karaari haar ka sadma kaafi logo ko laga hai.

Baat karte hai kya kya hua kaise hua kyun hua!

Sunte rahiye Namastey India