Aaj k episode me baat karenge Youtube aur Facebook k uppar sankat ka saya jo mandra raha hai Russia main, us par.
Kya hua aisa jo Youtube ban ho skta hai Russia main
Kya hua aisa k Facebook ko 10% annual revenue ka fine dena padd skta hai Russia main?
Janne k liye sunte rahiye aaj ka episode.