Aaj Namastey India, kaise hain aap log , bolne ka mann nhi kar raha.
Haiwaano se bhi battar harkatein krne lag jaaye jab insaan toh usme insaniyat he kahan bachi.
Aaj k episode me baat karenge Kerala me huyi ek pregnant elephant ki hatya k baare me aur kaise hamare desh me animal cruelty ki taraf koi dhyaan nhi de raha