For exclusive sleep stories, meditation and music install our app: https://bit.ly/3zDVXic
Pisa ki minar banne ki wajah bahut dilchasp hai. Minar ko banane ka kaam shuru toh hua lekin teen manzil bante bante minar ek taraf jhuk gai. Iske baad kaam rok diya gaya. Phir takreeban sau saal baad hi logon ka dhyaan iss minar ki taraf gaya aur phir se kaam shuru hua. Iss tarah se takreeban do sau saal mein yeh minar bankar tayyar hui. Safed sangmarmar ki bani iss nayaab aur khubsurat minar ka jhuka hona na sirf adhbhut hai, balki iske jhukaav ko rokne ke liye abh tak kayi baar prayaas bhi kiye gaye hai. Inn prayaason ki kahani bahut dilchasp hai. Yeh kahani hum aapko sunaenge jo aapko gehri jigyasa se bhar degi aur ek sukoon bhari neend ke aaghosh mein lejayegi.
#insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems #bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #nindlaanekikahani #nindkeupay #acchinind #nindkailaj #nindnaaayetohkyakare #nindkeliyekahani #turantnindaanekeaasanupay #comfortablesleep #relaxing #calmingsleep #rest #nindlaanekelie #howtosleep