Listen

Description

Kitna  hi suhana mausam kiyoon na ho ...

Thandi hawaon ke jhonke hi kiyoon na ho....
Jhilmil sitaron se bhara aasman hi kiyoon na ho...
Ya fir kiyoon na ho rimjhim barishon ki jhadi hi...
Tab Kuchh bhi mahsoos nhi hota mujhe
Sivay iske ki vo sab tapte registan ki manind jalate rahte hain mujhe...bhitar tk...
Kiyoon ki..na sambhalta hai ye mn...aur na hi bahlta hi hai yah kabhi...
 
DILBAR  TERI YAAD ME 
DIL TADAPTA HAI ABHI ....