Meine bahut bhulaya tumko magar
tum yaad aae , tum yaad aae
1.Teri yaadon mein hai jal jal kar , muje dard mile , aur kuch na mila
kabhi mudkar bhi na dekha , hai karte the hum kitni gila,
hum toh pagal se ho jate , tum yaad aate , tum yaad aate..
2.koi jagah rahi na aisi , jahan meine deep jalae na
koi bacha na saint fakeer , jise meine haath dikhae na
meine badi thokre khai re, tum yaad aae , tum yaad aae
3.koi banke aaya sahara , aur besahara karke chala ,
mann takraya tufa se , dil tinka tinka bikhar gaya
meine jab jab tinka utaya re , tum yaad aae , tum yaad aae