(0:00) Intro(0:39) Hajj kis par farz hai?(2:57) Hajj aur Umrah mein kya farq hai?(6:51) Umrah ke arkaan kya hain?(7:15) Ehraam kya hota hai?(11:33) Aurat par ehraam ki pabandiyan kya hain?(12:55) Dam kab wajib hota hai?(13:39) Hajj zindagi mein kitni dafa farz hota hai?(13:51) Tawaf e Ziyarah ke ehkaam?(14:17) Hajj na karne wala gunahgaar hota hai?(14:28) Hajj ke faraiz kya hain?(15:05) Hajj ka sabse pehla rukn kya hai?(15:11) Hajj ki niyyat ke alfaaz kya hain?(15:29) Ehraam kab bandha jata hai?(16:38) Hajj ke kitne tareeqay hain?(20:32) Hajj ke dauran agar aurat ko haiz aa jaye to?(23:08) Aurat ka baghair mehram hajj karna?(23:19) Maqrooz shakhs ka hajj karna?(23:47) Kya kisi aur ki taraf se hajj ho sakta hai?(24:46) Hajj ke liye minimum age kya honi chahiye?(25:10) Hajj ka visa na mile to?(25:38) Ma’azoor afraad ka hajj kaise hoga?(27:00) Ehraam kab aur kahan se bandhna hai?(27:34) Meeqat kya hoti hai?(28:37) Talbiyah kya hai? Aur kab parhna hai?(30:34) Safa aur Marwa ki Sa’ee kyun ki jati hai?(32:05) Rami e Jamarat ka matlab kya hai?(34:49) Rami khud karna zaruri hai?(35:13) Arafat ka din sabse aham rukn kyun hai?(36:31) Muzdalifah mein raat guzarna zaruri kyun hai?(36:57) Tawaf e Ziyarah kab aur kyun hota hai?(38:42) Ehraam mein siley huay kapray pehnna?(38:53) Hajj mein mobile use karna?(38:57) Hajj mein jhagra aur gunah karna?(39:55) Aurat ke liye ehraam mein purdah?(40:09) Hajj ki qabooliyat ka yaqeen kaise ho?(40:47) Hajj mein video/selfie banana?(41:53) Hajj mein ghalti ho jaye to kya karein?(43:01) Kya hajj sirf ameeron ke liye hai?(43:28) Kya hajj mein roohani tabdeeli lazmi hai?(44:04) Hajj ke baad zindagi ka tarz tabdeel hona chahiye? Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.