In this special episode (22 May 2025 | 1446 Hijri), Mufti Tariq Masood addresses detailed and practical questions related to Qurbani.
(0:00) Intro(0:06) Purpose of these special Qurbani episodes — 22nd May 2025 / 1446 Hijri(0:39) Haram aamdani walay ko gaaye ke hissay mein shamil karna — Jaiz hai?(1:08) Oont ki Qurbani mein 7 hissay ya 10?(1:16) Shirk karne walon ke saath Qurbani karna — Sharai ruling(2:52) Biwi ki taraf se shohar ka Qurbani karna(3:26) Ghar mein sabki taraf se ek Qurbani kaafi hai?(6:00) Paaye ka taqseem — Hisse walay janwaron mein kaise karein?(6:48) Qurbani wajib hai ya sunnat?(7:40) Qurbani ke gosht ke 3 hissey karna lazmi hai?(8:26) Kya Qurbani ka gosht store kar sakte hain?(8:44) Ghair Muslim ko Qurbani ka gosht dena — Jaiz hai?(8:52) Eid ki namaz se pehle Qurbani karna — Sahi hai?(9:44) Agar Qurbani ka janwar mar jaye to kya karein?(10:08) Nabaaligh aulad ki taraf se Qurbani karna(10:29) Bhains ki Qurbani jaiz kyun hai?(12:36) Agar janwar chori ho jaye to kya hukum hai?(13:05) Qurbani ke janwar mein Aqiqah karna(13:26) Qurbani ka janwar bechne ki niyyat se kharidna?(15:51) Qurbani ki niyyat se janwar paalna — Sharai niyyat ka asar(16:08) Khulasa
Fatwas & Clarifications:
(16:23) Janwar ki minimum umr kya honi chahiye?(16:44) Gold holder par Qurbani wajib hai?(17:00) Kaan, dum ya seeng kata janwar — Kya Qurbani jaiz hai?(17:22) Fixed deposit rakhne walon par Qurbani farz?(17:44) Qurbani aur Zakat ke nisaab mein farq kya hai?(18:30) Aqiqah ki wajah se Qurbani chhodna — Kya yeh theek hai?(18:39) Langray ya kaany janwar ki Qurbani — Sharai ruling(19:00) Hajj/Qurbani vs gareeb ki shaadi — Kya behtar hai?(19:14) Qarz le kar Qurbani karna — Jaiz hai?(19:24) Agar 70 hazar ka mobile le sakte hain to Qurbani kaise chhodein?(20:48) Isaal-e-Sawab ke liye Qurbani — Kya yeh sunnat hai?(20:54) Kya janwar khud zabah karna zaroori hai?(21:25) Qarzdar Qurbani kar sakta hai?(21:40) Plot ke malik par Qurbani wajib hoti hai?(21:59) Kharab thaan wale janwar ki Qurbani — Sharai jawaz(22:08) Hamila bakri, gaaye ya dumbi — Kya Qurbani jaiz hai?(24:43) Janwar ke maasoom bachay ka kya qasoor?(25:36) Agar Qurbani ka janwar gum ho jaye to kya karna chahiye?(26:56) Mufti sb ki naseehat — In khaas Qurbani episodes ke baare mein final words
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.