Para No 30, Surat al Fajar Rukoo #14 ayat #1-17
(0:00) Intro(0:24) Surah Fajar Lafzi Tarjuma(5:57) Fajar Ka Waqt, Jab Nizam e Kaainat Badal Raha Hota Hai, Aur Zil Hajj Ki 10 Raton Ki Qasam Ki Waja(12:00) Insan K Liye Makhlooq Ki Qasam Khana Najaiz(12:50) Din/Raat Aur Muqaddas Dino K Aany Jany Mein Nishani?(13:30) Science Ki Taraqqi Vs Allah Ka Btaya Hua Haram o Halal(16:51) Qaum Aad e Oolaa Aur Samood; Nishan e Ibrat(17:31) Qaum e Irum = Barri Buildings Banany Walay (Haam, Saam, Yafis = Nooh AS K Baity, Saam K Baity = Irum)(22:06) Qaum e Samood; Chattano Ko Tarash Kr Mehel Banany Walay(24:08) Firaun Keelon Walay Ne Apni Biwi Hazrat Aasiya RA Ko Kaisi Aziyyatnak Maut Di(27:12) Sarkashon Par Azab Undailny Ki Waja(29:44) Insan Ki Badalti Haalatain(35:43) Insan Khwahishaat Ka Ghulam; Yateem Ki Izzat Nahi Karta(36:56) Saudia Aur UAE Mein Ulama K Bayanat Be Asar Kiyun?(39:54) Dua
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.