podcast
details
.com
Print
Share
Look for any podcast host, guest or anyone
Search
Showing episodes and shows of
Faryal Siddiqi
Shows
Mehfil
Mai Ne Apni Maa ko Qatra Qatra Pighaltay Dekha
Aik tehreer- " Mai ne apni Maa ko Qatra Qatra pighaltay dekha" By Dr. Tahira Kazmi
2022-07-22
10 min
Mehfil
Mai Dobara Nikah Parhwah Raha Hun
Aik mazmoon Mustansar Husain Tarer ki kitab " Be izati khrab" se. Umeed hai pasand aye ga
2022-07-22
08 min
Mehfil
Makateeb -Last Episode
Makateeb dr mohammad Hamidullah ki last episode. Dr Mohammad Hamidullah k khatoot tu tamam huey. Kitab k aglay hissa men Mohammad Tufail sahib k kahtoot hain ju unhon ne DrRafi uddin Hasmi sahib ki tehreer kiye they. Hum sab kahoot tu nhi laikin Aik khulassa paish e khidmata hai.
2022-07-21
13 min
Mehfil
Makateeb Episode- 9
Makateeb Dr Mohammad Hamidullah ba naam Mohammad Tufail ki episode -9
2022-07-20
15 min
Mehfil
MakateebMH Episode 8
Makateeb Dr Mohammad Hamidullah ba naam Mohammad Tufail ki episode – 8
2022-07-05
20 min
Mehfil
Makateeb Episode 7
Makateeb Dr Mohammad Haidullah ba naam Mohammad Tufail ki 7th Episode In khaton men aik dilchasp baat ju Dr Sahib likhte hain woh hai “ firqa sakutiyah( yani woh log ju jawab nhi dete) k bare men batya hai.Woh Mr. Sinaceur k jawab na deney per nalaN hain . Or iss k liye unhon ne Hazrat Ibne Abbas ( Raziallahtallaheanhu) ki rawayet (ju k hadees nhi hai) yun biyan kee hai “ Khat ka jawab dena utna hee zarori hai jitna k salaam ka jawab dena” Or aik jagah woh likhte hain k “ Firqa e sakutiyah ab wahid nhi alamgeer hu gaya hai. Mazhab k...
2022-07-03
20 min
Mehfil
Makateb Episode 6
Dr Raffiuddin Hashmi ki kitab Makateeb Dr Hamidullah banaam Mohammad Tufail( Paris) Ki 6Th episode k saath hazir hain. Iss episode men chand ahem baten maloom huen. 1- Argenteuil men masjid ka qiyaam aik bhut bari kawish thee ju bare achey tareeqe se sar anjam hui or aaj wahan aik bhut bari mosque mojoud hai. 2- Humen yeh baat aj maloom hui k France ne Hamari university ( Karachi University) Ka naqsha tayar kiya tha. Or waqyee kiya khoob design hai Krachi university. Or iss baat ka tazkra Dr sahib ne Pakistan ki hukumat se kiya tha k kuch woh bhi...
2022-06-30
18 min
Mehfil
Makateeb Episode 5
Dr Rafiuddin Hashmi (mahir e Iqbaliyat) ki kitab "Makateeb Dr.Hamidullah Ba Naam Mohammad Tufail (Paris) 5th episode - Makateeb Dr Hamidullah Ba naam Mohammad Tufail" Kitab parh ker suna rehi hun.Pheli qist hazir hai. Zaror batyen k app ko kaisee lagee.
2022-06-29
19 min
Mehfil
Bakra Eid Ki Dawat
Bakra eid k saath bakron ki amad amad hai. aik teekhi tehreer aap sab ki nazr. Tanqeed or tareef aap ka haq hai.
2022-06-29
08 min
Mehfil
Maktoob Episode 4
Makateeb Dr Mohammad Hamidullah ba naam Mohammad Tufail ki 4th episode : Maktoob Aleh -Mohammad Tufail Yeh qist Mohammad Tufail sahib ( Hamre Papajan ) k bare men hai. Umeed hai app ko pasand aye gee.
2022-06-27
07 min
Mehfil
Makateeb Episode 3
Dr Rafiuddin Hashmi (mahir e Iqbaliyat) ki kitab "Makateeb Dr.Hamidullah Ba Naam Mohammad Tufail (Paris)"teesri qist : Muqedma- Maktoob Nawais: Dr Mohammad Hamidullah Kitab parh ker suna rehi hun.Pheli qist hazir hai. Zaror batyen k app ko kaisee lagee.
2022-06-25
15 min
Mehfil
Makateeb Episode 2
Dr Rafiuddin Hashmi (mahir e Iqbaliyat) ki kitab "Makateeb Dr.Hamidullah Ba Naam Mohammad Tufail (Paris)" Ki Dosri qist. Debacha or Paish lafz Kitab parh ker suna rehi hun.Pheli qist hazir hai. Zaror batyen k app ko kaisee lagee.
2022-06-24
17 min
Mehfil
Kutub Beeni Ep.1 " Dilchasp Interview"
Dr Rafiuddin Hashmi (mahir e Iqbaliyat) ki kitab "Makateeb Dr.Hamidullah Ba Naam Mohammad Tufail (Paris)" Ki pheli qist. Dilchasp interview Kitab parh ker suna rehi hun.Pheli qist hazir hai. Zaror batyen k app ko kaisee lagee. Note: Hum se aik jagah ghalti hui hai. “Madras “ ki jagah hun ne “Madaris “parh liya tha. Mazest chahte hain.
2022-06-22
26 min
Mehfil
Zindagee Ki Pareshaniyan
Hamarey qalam se...
2022-01-05
06 min
Mehfil
Waise tu Hum Kheryat Se Hain
Ibne Insha ki kitab " Hum Se Kiya Pardah se aik iqtebass " Waise Tu Hum Kheryat Se Hain".
2022-01-02
07 min
Mehfil
Chand Manzir e Qudrat - Ibne Insha
Ibn e Insha jee ki kitab " Urdu ki Akhri kitab se aik iqtebaas " Chand Manzir e Qudrat" paish e khidmat hai.
2021-12-29
11 min
Mehfil
Ayyadat Kerna Mana Hai
Ata ul Haq Qasmi ki kitab " Attayey" se aik iqtebass. Iss kitab ka phela edition 1982 men sha'ya hua tha. Musanif ne bhut khoobsurti se apni baat kahi hai ju aaj itne saal guzr jane per bhi sachee maloom deti hai or hum sab ab bhi ussi dorahey per khare hain. Aik teekhi, or ba mani tehreer. Umeed kerti hun app ko pasand aye gee.
2021-08-28
06 min
Mehfil
Susralee Rishtedar By Shoukat Thanwi
Shoukat Thanwi ka aik mazmoon " Susralee Ristedar"
2021-08-27
14 min
Mehfil
Vaccination and freedom of choice- Last Episode
Freedom of choice ya God's will? Vaccination k hawaley se 4th or last qist hazir e khidmat hai. Umeed hai ap ko pasand aye gee . Please follow me for new upcoming topics. Thank you.
2021-07-14
21 min
Mehfil
Vaccination Side Effect Episode - 3
Vaccination k side effect kiya hain? Vaccination k bare men aik discussion jis ki teesri qist hazir khidmat hai.
2021-07-14
09 min
Mehfil
Vaccination importance & Safety - Episode 2
Covid ki vaccination lagwana kyun itna important hai or is ki Kiya safety hai? Aik or ahem sawal k saath dosri qist hazir hai. Mokhtelif shobon se taluq rakhne wale or Duniya k mokhtelif regions men rehne wale hamre doston k saath aik discussion.
2021-07-12
10 min
Mehfil
Vaccination Myths And Rumors - Episode - 1
Covid ki vaccination k hawaly se hum bhut se rumors or myths sun rahee hain jis ki wajah se bhut se log vaccination nhi lagwana chahtey. Aik discussion jis ki Pheli episode hazir hai. Umeed hai k app ko pasand aye gee. Please follow me for the next upcoming episodes. Thanks.
2021-07-12
25 min
Mehfil
Saqafati Ahsas e Bartari
Aaj phir kisi baat ne qalam uthane per majboor ker diya. Firqabandi, tafaruqaat, baradri system, zaat paat k jor tor, in hee sab se mil ker bana hai hamara ajj ka moashra. Aik kawish hai, umeed kerti hun k i aap itefaq e raye karen ge.
2021-06-16
11 min
Mehfil
Itefaq men Barkat hai
Two articles from the book of Ibn e Insha " Urdu ki akhri Kitaab" -Itefaq Men Barkat Hai - Sikandar e Azam
2021-03-15
09 min
Mehfil
Aurton Ka Din
The 8th of March- Women's groups all around the world marked this special day to let all women know that they are important, appreciated, and deserve to be respected, no matter who they are, whether they are working or not, their nationality, race or religion. This is the day that marks the struggle of all women who are brave to involve themselves in this harsh society, overcome social injustice, to fight for women's rights and equality with men regardless of occupations or abilities. Take care of us we are so fragile physically but very strong by heart. "If you want...
2021-03-08
05 min
Mehfil
Waldain Ka Jana
Maa or baap duniya se chale jate hain laikin woh hamare ander hamesha zinda rehte hain. Dukh k stages hute hain. or jab hum un stages se guzrte hain tu kaisa feel kerte hain. Aik choti se tehreer.
2021-02-16
08 min
Mehfil
Lockdown Part- 3 (Last)
Here is the third and last part of our talk show. Hope you will like and appreciate our participants' views. I am sharing also written answer to my questions of a friend from the USA, Nadia Ahsan. 3. What did I learn from the pandemic and lockdown? Definitely thanking Allah for all His blessings. You learn to appreciate all His blessings even more. You learn to be thankful to Allah for health, for family, for the stability of job in these difficult times. I was also thank full that we had the internet which allowed us to stay in touch with...
2020-06-17
1h 04
Mehfil
Lockdown Part - 2
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world: Canada( Montreal), France- Paris, UK ( Wales), (Pakistan - Karachi & Lahore ) and USA (Boston). The talk show was very long so I have divided it into 3 parts. I am sharing also written answer to my question no.2 of Nadia from the USA who was unable to participate in the show. Introduction: My name is Nadia. I live in Massachusetts, USA. 2. In our state of Massachusetts, the state of emergency was declared on the 10th of March. A state of emergency is a situation in which...
2020-06-16
18 min
Mehfil
Lockdown Part - 1
An interesting talk show between people of different ages and from different countries of the world. The talk show was very long so I have divided it into 3 parts. I am sharing also written answer to my question of Nadia from the USA who was unable to participate in the show. Introduction: My name is Nadia. I live in Massachusetts, USA. 1. Covid-19 is caused by a Coronavirus. It is spread mainly through close contact from person to person. It is highly contagious and can be spread even when a person may not be experiencing any symptoms. It is especially dangerous...
2020-06-15
20 min
Mehfil
Arranged Marriage
Arrange marriage per aik tehreer.
2020-05-31
16 min
Mehfil
Eid Ka Din
Eid k Din k Hawley se aik tehreer
2020-05-21
09 min
Mehfil
Waqt
Waqt ki ahmyat k bare men aik choti see kawish, aap sab ki nazar.
2020-01-22
08 min
Mehfil
Rasm o Riwaj
Hamari aik choti see kawish. Hamari society men achey or bure dono tarah k rasm o riwaj hain. Faisla hamara or aap ka hai k waqyee woh kerna zarori hain ya nhi.
2019-12-20
12 min
Mehfil
Shehla ki yaad men
Death is a part of life. What do you learn with the life and death of your loved ones? It can be very hard to cope after the loss of a loved one. How to overcome our loss and grief? Discussing the matter with people of different ages.
2019-11-26
49 min
Mehfil
Zindagee & Mout
Zindagee kiya hai or mout ki haqeeqat kiya hai. Aik tajziya humari nazar men..
2019-11-26
06 min
Mehfil
Mixed Marriage
What is a mixed marriage or interracial marriage? It is a bond of marriage between two people of different races and cultures. Discussing the matter with different people with different age group.
2019-06-23
45 min
Mehfil
Open Your Mind
A discussion in Urdu about why we do not want to socialise in other societies and cultures different than us. How to make ourselves tolerant towards others.
2019-06-17
46 min
Mehfil
Tenerife Episode- 3
Safarnama "Tenerife" ki teesri or akhri qist
2019-05-23
16 min
Mehfil
Tenerife Episode 2
Safarnama "Tenerife"( Canary Islands) - Episode no 2
2019-05-21
10 min
Mehfil
Tenerife - Episode 1
Tenerife ( Canary Islands) ka safarnama ka phela hissa,
2019-05-20
14 min
Mehfil
Yaaden
My article in the memory of my father.
2019-05-12
08 min
Mehfil
Ghazala Bhatty Interview
An interview with ex-president of Franco Pakistani Cultural Centre Paris.
2019-05-09
39 min
Mehfil
Chalte Hu Tu Cheen Chalye ( Episode- 2 )
The second episode of a chapter " Cheen Jane wale hum phele musalman nhi thé " " from the book of Ibn e Insha " Chalte hu tu cheen ko chalye" Bhut dilchasp andaz e biyan Insha jee ka or phir maloomat ka zakheera bhi. Aik or umda tehreer Ibn e Insha ki.
2019-04-29
12 min
Mehfil
Kiya Qafila Jata Hai ( Episode-1)
The first episode of a chapter " Kiya qafila jata hai" from the book of Ibn e Insha " Chalte hu tu cheen ko chalye"
2019-04-29
10 min
Mehfil
Zukam
Aaj kal humen Nazla o Zukam ki shikayat hai tu iss bare kuch likh dala. Pasand aye tu like ker dalyeye warna yahan kisey parwah hai.
2019-02-07
03 min
Mehfil
Umrah Ka Safar ( Part-3)
Mansur tufail ki angrezi tehreer ka urdu tarjuma ka teesra or akhri hissa.
2019-02-07
16 min
Mehfil
Umrah Ka Safar- Part-2
Umrah k Safar ki dosri qist. Mansur Tufail ki angrezi tehreer ka urdu tarjuma.
2019-02-07
14 min
Mehfil
Umrah Ka Safar ( Part-1)
Mansur tufail ki angrezi tehrrer ka urdu tarjuma -Pheli qist.
2019-02-04
10 min
Mehfil
Itwaar
An extract from the book of Saukat Thanvi " Bahr-e- Tabassum
2019-01-29
06 min
Mehfil
Paris - Ibn-e- Insha
An extract from the book of Ibn-e-Insha " Awaragard ki Diary Se". Very funny.
2019-01-25
15 min
Mehfil
Paris Men Barafbari
My another article. I hope you will like it.
2019-01-22
05 min
Mehfil
Lamha e Fikerya
My article about dealing with children by parents.
2019-01-21
07 min
Mehfil
Aap Se Kiya Parda (Ibn-e- Insha)
An extract of the book of Ibn-e- Insha " Aap Se Kiya Parda".
2019-01-21
09 min