Look for any podcast host, guest or anyone
Showing episodes and shows of

Ammrita Midha

Shows

Kahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Batooni KachuaAnavashyak roop se shekhi dikhane ki koshish bahot bhari pad sakta h. Dhyaan apne karya mein rakhna chahye naa ki logon ko bataane mein.2022-02-2502 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Ranga SiyarDikhawe ki umr bahot chhoti hoti hai.2022-01-1808 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Chatur khargosh aur SherBuddhimata aur soojh-boojh se kaam lene parr hum badi se badi kathinayee se bhi paar paa sakte hain.2022-01-0309 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Bagula bhagat aur KekdaAankh band kar k kabhi kisi parr vishwaas naa karein. Aur jo aap parr vishwaas karein unhe kabhi moorkh naa banayein.2021-12-2707 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Moorkh Sadhu aur ThugKisi bhi anjaan parr asaani se vishwaas nahi karna chahye.2021-12-2003 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Kauva aur dusht sarpMitra bhed ki chauthi kahaani jo humein sikhati hai vikat paristhiti mein bhi soojh-boojh se kaam lena.2021-12-1307 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Vyapari kaa pattan evam UdayMitra bhed ki yah teesri katha humein batati h k manushya mein ek doosre se bhed bhaav na karna hi uchit hai.2021-12-0305 minKahani KkaféKahani KkaféPanchatantra - Siyar aur DholPanchatantra k Mitrabhed ki doosri kahaani jo sikhaati hai k badi badi shekhi baghaarne vaale bhi kaii baar khokhle hote hain.2021-12-0105 minKahani KkaféKahani KkaféPanchtantra - Bandar va lakdi kaa khoontaPanchatantra ki kahaniyon k pehle bhed - "Mitra Bhed" ki pehli kahani. Yah kahani seekh deti hai k jiss kaam ko karne se koi arth naa siddh hota ho, vah nahi karna chahye. Yah matra samay ki barbadi hai.2021-11-2605 minKahani KkaféKahani KkaféBrave SammyStory of a brave girl who was tagged liar. But proved everyone wrong by her own work. Liar Sammy became Brave Sammy2021-10-0914 minKahani KkaféKahani KkaféMain Kaun hu?Safalta paane k liyey apne tareeke badlein, iraade nahi. Swayam ko jaaniyey aur safalta ki or agrasar ho jaiyey. Kabhi rukein naa.2021-10-0407 minKahani KkaféKahani KkaféPed kaa rahasyaEk tareeka, stress ko ghar se baahar hi chhod aane kaa.2021-10-0307 minKahani KkaféKahani KkaféDhaaranaKabhi bhi kisi k prati koi dhaarana banane se pehle humein sadaiv yah jaan lena chaahye k vo aisa kyon hai. Meri is kahaani mein jub adhyapak ko apne ek vidyarthi ki sacchai kaa pata chalta h tb kis prakaar unn kaa nazariya badal jaata hai va unn ki nischal madad se vah ek kamiyaab insaan bhi bann paata hai. #judgemental #supportothers #helpothers2021-10-0112 minKahani KkaféKahani KkaféKrishn ki Chetawani by Ramdhari Singh DinkarMahaKavi Dinkar ji ki sundar shaktipoorna kriti jo varnan karta h Hari k Mahabharat Yuddh ko rokne k har sambhav prayas kee. Pehle ve shanti poorvak nyayochit se bhi kam maangte hain, parantu Duryodhan k naa samajhne parr krodhit ho apna vikraal roop dhaaran kar k bhi usey daraane kaa prayas karte hain. Parantu "jab nash manuj parr chaata hai, pehle vivek marr jaata hai". Antatah Krishn yuddh ki ghoshna kar laut jaate hain.2021-09-2305 minKahani KkaféKahani KkaféEkdant evam Gadh GaneshKyon toota Ganesh ji kaa ek daant. Gadh Ganesh mein kaisi hai Ganapati ji ki pratima.2021-09-1704 minKahani KkaféKahani KkaféTulsi evam Ranthambhore k Ganesh jiKyon nhi chhadhta Ganpati ko Tulsi va Ranthambhore k Ganesh ji ka pracheen mandir.2021-09-1502 minKahani KkaféKahani KkaféSiddhivinayak va Mooshak ki kahaaniSiddhivinayak mandir kaa pracheen itihaas evam Ganesh ji ki sawari Mooshak hone ka raaz2021-09-1402 minKahani KkaféKahani KkaféChintamani GanarajVighnaharan Ganapati dev k kuch pracheen mandir v maanyatayein.2021-09-1302 minKahani KkaféKahani KkaféVinayak dev k ashth roopBappa k aath roop v unhe paane k kaaran. Aath laghu kathayein.2021-09-1008 minKahani KkaféKahani KkaféGanapati BappaGanu bhaiya ka aagrah2021-09-0802 minKahani KkaféKahani KkaféBade Bhai SaabStory of respect, protection and affection of two brothers.2021-09-0725 minKahani KkaféKahani KkaféAaruni ki gurubhaktiGuru kaa aadesh hi Aaruni k liyey sarvopari thaa. Sabhi ko Shikshak diwas ki shubhkaamnayein2021-09-0404 minKahani KkaféKahani KkaféMaanavta ki misaalVyapaar apni jagah manushyata apni jagah.2021-08-2704 minKahani KkaféKahani KkaféIdgaahMunshi Premchand dwara likhi Ek chhote se bacche k aseem prem va karuna ki kahaani.2021-08-2627 minKahani KkaféKahani KkaféKashmiri SebVyapaar mein Dhokhe aur beimaani ki kahaani jo aaj bhi yatharth hai2021-08-2306 minKahani KkaféKahani KkaféBuddhimataMoorkh samjha jaana alagh baat hai. Apni buddhimata ka pradarshan karne ki jagah uss ka istemaal apne fayede k liyey karna chahye, bas.2021-08-1603 minKahani KkaféKahani KkaféDo bailon ki kahani - Heera aur MotiDo bailon ki mitrata va sangharsh ki kahaani2021-08-1226 minKahani KkaféKahani KkaféNadaan DostNadaan Keshav-Shyama aur chidiya ki kahaani2021-08-0513 minKahani KkaféKahani KkaféMitrataKrishna-Sudaama ki nishtha se paripoorna kahaani2021-08-0302 minKahani KkaféKahani KkaféMeerabai ChanuMeerabai ki sangharsh poorna jeevan ki prernadayk katha2021-07-3012 minKahani KkaféKahani KkaféSrilanka ka flagKya aap ko maloom h Srilanka k jhande mein Sher k hath mein Talwaar kyon hai? Nahi naa? To suniyey2021-07-2801 minKahani KkaféKahani KkaféNeelkanth - MorPakshiyon ki bhawnaaon ki adbhut kahaani2021-07-2820 minKahani KkaféKahani KkaféSheikh chilli ka naam kaise padaAayey jaante hain kaise pada Sheikh chilli kaa yeh rochak naam2021-07-2613 minKahani KkaféKahani KkaféChuggi murgiFunny story of a day dreaming hen.2021-07-2505 minKahani KkaféKahani KkaféIttefaqSainik aur uss k antarmann ka dwand.2021-07-1814 minKahani KkaféKahani KkaféMonkey 🐒 n the crocodile 🐊A story by Kuhu in her sweet voice2021-07-1503 minKahani KkaféKahani KkaféSona HirniSona hirni kaa chhota saa jeevan.2021-07-1421 minKahani KkaféKahani KkaféFour smart studentsCommunicate well even if you plan to lie.2021-07-1102 minKahani KkaféKahani KkaféGauraGayey ki aankhon mein hiran ki aankhon jaisi chanchalta nhi apitu atmavishwas hota hai. Jab ki usey manushya se dardnaak mritu bhi prapt hota hai. Suniyey Gaura ki maarmik kahani.2021-07-0712 minKahani KkaféKahani KkaféLakshyaJab tuk apna Lakshya haasil naa kar lein, tab tak rukein nhi. Koi bhi kaam adhoora naa chodein.2021-07-0404 minKahani KkaféKahani KkaféPostmasterStory of a village girl and her bond with her master, a PostMaster.2021-06-3016 minKahani KkaféKahani KkaféShake it offLife will throw many challenges. The trick is, to shake it off and step UP.2021-06-2702 minKahani KkaféKahani KkaféTotaKya machli ko ped koodne k adhaar parr aanka jaana sahi h?2021-06-2311 minKahani KkaféKahani KkaféParmatma kaa kaamIshwar sada hamari madad k liyey hmare sath hain. Vishwas rakhiye, aastha rakhiye aur karm karte jaiyey.2021-06-2210 minKahani KkaféKahani KkaféHamesha jo dikhe vo hi sahi nahiKabhi kabhi hum logon k baare mein jo dhaarna bana lete hain, vah sahi nhi hota. Samay dein, sochein aur samjhein.2021-06-1802 minKahani KkaféKahani KkaféIcchapoornaKyon naa jaise hain vaise hi khush rahein.2021-06-1618 minKahani KkaféKahani KkaféAaj hi kyon nahi?Ek chhoti si shikhshaprad kahani jo kehti h k aalasya manushya kaa sab se bada dushmann hai.2021-06-1304 minKahani KkaféKahani KkaféGinniStory of a shy little boy humiliated by his teacher.2021-06-0811 minKahani KkaféKahani KkaféKabuliwala by Robindronath TagoreA famous story of unconditional love of a child and her friend Kabuliwala.2021-06-0211 min