Look for any podcast host, guest or anyone
Showing episodes and shows of

Treskomas

Shows

TreskomasTreskomasSURVIVORSHIP BIASIss episode mein hum teenon(Nilesh Fahad Saif) ne survivorship bias jaise crucial bias ko discuss kiya hai aur yeh bias humaari decision making ko kiss tarah se affect krta hai usse bhi bataya hai.zyaada janne ke liye iss episode ko poora sunein !2023-01-1016 minTreskomasTreskomasSUSIDE AAPKI PROBLEM KA SOLUTION NAHI HAI ! | Dr. Rohit Singh | Nilesh, Fahad, Saif |treskomasIss episode mein humne teenon(Nilesh,Fahad,& Saif) ne Dr. Rohit Singh ke saath suside jaise gambhir topic par discussion kiya hai.zyaada janne ke liye iss podcast ko zaroor sunein.2022-08-021h 03TreskomasTreskomasSHORT LIFE HISTORY OF AMAR GOPAL BOSE (former founder & chairman of bose corporation)Mitron ! Aap mein se kai saare logon ne bose ke headphones aur speakers ka upyog ki hoga ya phir iss robust brand ke baare suna hoga...treskomas podcast ke iss short episode mein hum teen doston ne iss bose corporation ke peeche ki strong foundation/pillar Amar gopal bose ki zindagi ko discuss kiya hai.zyaada janne ke liye humare iss episode ko zaroor sunein !2022-06-2327 minTreskomasTreskomasSUPERPOWER INDIA 🇮🇳In this podcast we've discussed the issues/solution that can help to transform our beloved nation into an emerging global superpower.2022-05-3035 minTreskomasTreskomasCONTENT CONSUMPTIONMitron ! Aaj hum sab kisi na kisi roop mein content se ghire hur hain,phir chahe woh images ho,video ho,audio,ya phir text. Iss video mein humne content consumption ki importance ko highlight kiya hai. Detail mein jaankaari paane ke iss podacst ko zaroor sunein.2022-03-2731 minTreskomasTreskomasImposter Syndrome (Part 2/2)Imposter syndrome ke baare mein aur zyaada jaanne ke liye iss dusre part 2 ko zaroor sunein.2022-02-1324 minTreskomasTreskomasImposter Syndrome (Part 1/2)Mitron ! Kya aapko lagta hai ki aap dhongee(fraud/imposter) hain ? Aapki saari achievements ka kaaran sirf kisi ki sahayta ya luck ka parinaam hai aur aapka usmein khaas yogdaan nhi ? Agar inn questions ka answer haan hai toh iss podcast ko zaroor sunein aur apni raay humein zaroor bataein.2022-02-1327 minTreskomasTreskomasEMOTIONAL INTELLIGENCE Part 2Part 2 mein humne iss baat par charcha ki hai ki high EQ na hone se aapki life mein aapko kaunsi kaunsi difficulties ko face karna pad sakta hai aur agar aapki EQ kam hai toh usse aap kaise improve kar sakte hain. Ek high EQ waale individual ban sakte hain. Yeh episode aapko accha laga ho toh pls humaare social media handles par jaakar apni suggestions ko share karein 🙂2021-09-1729 minTreskomasTreskomasEMOTIONAL INTELLIGENCE Part 1IQ ke baare mein mostly log jaante hain but kya hum EQ ke baare mein jaante hain ? ,kya hum EQ ki importance ko samajhte hain ? Aaj ki is 21st century mein EQ ko janna pehle se bhi zyaada zaroori ho gaya hai. Iss episode mein humne EQ ke topic par charcha ki hai. EQ ko behtar tarah se samajhne aur janne ke liye humaare iss podcast ko zaroor sunein aur humaare social media handle par apni learning aur suggestions ko share karein.2021-09-1722 minTreskomasTreskomasFOMO: FEAR OF MISSING OUT, PART IIMitron ! Agar aapko FOMO ke baare mein zyaada jaankaari chahiye toh humaara suggestion yehi hai ki iss episode ko sunne se pehle 1st episode zaroor sune kyuki ye episode 1st episode ka continuation hai 😁2021-08-2231 minTreskomasTreskomasFOMO: FEAR OF MISSING OUT ,PART IMitron ! Aaj ki duniya mein FOMO(fear of missing out) hona kaafi common si baat hai.iss podcast mein humne isi FOMO ke +ve aur -ve aspects ko discuss kiya hai.2021-08-2217 minTreskomasTreskomasMEME CultureMitron ! Memes ek aisa topic hai jo aaj kisi introduction ka mohtaj nhi hai.hum sab aaj meme se ghir chuke hai.iss episode mein humne memes ki isi duniya ke baare mein charcha ki hai,poori charcha ke liye ant tak suniye is podcast ko 🙂2021-08-0247 minTreskomasTreskomasEducating the EDUCATION SYSTEMMitron! Hum sab apni zindagi ka zyadatar hissa iss education system me guzaar dete hain. Is Episode me humnein iss education system se jude kai alag-alag aspects ko discuss kiya hai. Iss interesting podcast ko anth tak zaroor sune aur comment section me apni raai vyakt karein 🙂2021-07-1848 min