podcast
details
.com
Print
Share
Look for any podcast host, guest or anyone
Search
Showing episodes and shows of
Baat YuN Nilki Ke...
Shows
baat yuN nilki ke...
Popular hone wale sher
Urdu ghazaloN ke kuch sher aur misre logo ki aam bol-chaal ka hissa ban gaye haiN.
2019-04-05
07 min
baat yuN nilki ke...
Indo Pak
kisi bhi jang me kitne log mar jate hain, kitna nuqsan hota hai, is ka ham logo ko shayed kabhi sahi andaza nahi ho sakega. aur ab to is nafrat ki aag me log ghar baithey mobile se ghee dal rahe hain.
2019-03-30
07 min
baat yuN nilki ke...
Afghan ladki
Photojournalism me kabhi kabhi lekin social media par zyadatar log fake aur jaali pictures aur videos share kartey rahtey hain jo kitna nuqsandeh hai, iska un ko ehsaas nahi.
2019-03-30
07 min
baat yuN nilki ke...
Machli
Awadh me machli ka symbol kitna dilchasp hai!
2019-03-06
07 min
baat yuN nilki ke...
Tamgha
1903 me Lucknow ke Agha sahab ko jab Delhi Durbar Medal mila to un par kya guzri?
2019-03-06
07 min
baat yuN nilki ke...
Brazil
Brazil ke national museum me aag lagi jis me shayed Hindustan ke muttaliq documents bhi barbaad huye. is ke barey me yaqeen se kaun bata sakta hai?
2019-02-28
07 min
baat yuN nilki ke...
Tennis
aurat agar ghusse aur naraazgi ka izhar kare to hamara samaaj aisi aurat ko bad-tameez kahta hai.
2019-02-28
07 min
baat yuN nilki ke...
Muftiganj
Lucknow ke Muftiganj me ek maqbara tha jo is barsaat me gir gaya, halanke is ki halat aisi nahi thi ke barsaat ka pani is ko gira deta. Khair ab to ye gir gaya, afsos ki baat hai lekin kisi ko ye bhi nahi malum ke is maqbare me kaun dafn tha, ye zara ibrat ki baat hai.
2019-02-13
11 min
baat yuN nilki ke...
Ba - Muhawara Zaban
zabaan khas kar Urdu zabaan ke maamle me Lucknow wale kuch snob mane jatey hain. bahar-haal muhawra kaisi pecheeda cheez hai zara suniye.
2019-02-12
08 min
baat yuN nilki ke...
WWI
WWI me lakhon Indian soldiers British army me they jin ki jaan door pardes me gai.
2019-02-08
08 min
baat yuN nilki ke...
Sarhad
hamesha yahi bataya jata hai ke Border ke udhar hamare dushman hain. magar kabhi kabhi asli tasveer bhi dikhai de jati hai.
2019-02-08
07 min
baat yuN nilki ke...
Ruqa
Muhorram ki majlis ka ek purana invitation jo humanity ka lesson deta hai.
2019-02-08
09 min
baat yuN nilki ke...
Ruben Dario
Latin America ke ek poet Ruben Dario 100 saal baad kaise Lucknow ke Adabistan pahunchey?
2019-02-08
09 min
baat yuN nilki ke...
Door
California ka ek purana darwaza aur Lucknow ke kashmiri mohalle ka ek purana darwaza; dono ki kahani kuch milti julti si.
2019-02-08
07 min
baat yuN nilki ke...
tasveer-e-rahmat
Tilok Chand Mahroom (1887-1955) ki ek nazm Guru Nanak ki bargah me
2018-09-23
01 min
baat yuN nilki ke...
Kanpur
Kanpur ke Patkapur ilaqe me ek qadeem imaambade ki mukhtasar si jhalak
2018-09-23
01 min
baat yuN nilki ke...
Wazirganj
Wazirganj by baat yuN nilki ke...
2017-06-05
02 min
baat yuN nilki ke...
Naiyer Masud's interview_VOA
Naiyer Masud's interview_VOA by baat yuN nilki ke...
2017-06-03
20 min